Kaagaz Si Hai Zindagi (Slow Version)

Kaagaz si hai zindagi
Bheegi toh samjho gayi
Bada de tu kuch kadam
Khushiyan khadi hai yahi
Jo kho diya kho diya
Jo mil raha hai wo le.
Kal subhah phir honi hai
Kuch pal ki hi sham hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
jeena isi ka naam hai

oho. oho.
oho. oho.
Ho. kadve se humke shehar ko
Sarbat ke jaise chada le
Roothi si is zindagi ko
kaise bhi kar bas mana le
Kadve se humke shehar ko
Sarbat ke jaise chada le
Roothi huyi zindagi ko
kaise bhi kar bas mana le
Bigate nahi rohte chehare
Duniya ke baazar mein
Hasne ki aadat to dalo.
Phir dekho kya daam hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
jeena isi ka naam hai...
oho. oho.
oho. oho.
Har lamha sone ke jaisa
Yeh sach hai agar tumne mana
Google pe dhundega tujhko
Phir dekhna ye zamaana
Har lamha sone ke jaisa
Yeh sach hai agar tumne mana
Google pe dhundega tujhko
Phir dekhna ye zamaana
Kamzor ho na iraade itna zara maan le
Himmat ko jisne nakara
Wo aaj ghum naam hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam hai
jeena isi ka naam hai



Credits
Writer(s): Onkar Minhas, Gursewak Singh Fateh Shergill
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link