Jise Kehte Pyaar Hai

Badla nahi hain kuch bhi
Yoonhi khamakha
Koi toh hai wajah suno
Tehri hoon main toh chalta jaaye rasta
Jaadu hai har jagah suno
Tu jo mere saath hai
Pal pal nayi baat hai
Khwaabon mein hai tu mere
Ya sach mein hai saamne chehra tera
Jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
Hmm.
Jise kehte pyar hai
Hua tumse yaar hai
Kyun mere sar pe
Lag pada udne
Yeh patangon sa aasmaan
Inn hawaaon mein
Hai ishq tera
Mehsoos maine kar liya
Aane se tere
Dhadke hai dil yeh mere
Raaton main bhi, saans hai
Haan aisi thi zindagi pehle kahaan
Jise kehte pyaar hai
Huaa tumse yaar hai
Ho.
Jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai
Yeh sabhi mausam ho rahe apne
Kal talak thhe jo ajnabi
Yeh safar yoonhi le chala aage
Pichhe ab raahein na rahin
Saari khwahishein
Dil ki yeh farmaishein
Thune suni iss tarah
Koi duaa jis tarah sunle khuda
Jisey kehte pyaar hain
Hua tumse yaar hain
Hmm.
Jise kehte pyaar hai
Huaa tumse yaar hai
Wo jise kehte pyaar hai
Hua tumse yaar hai



Credits
Writer(s): Rakesh Kumar Pal, Amal Israr Mallik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link