Gumnaam Hai Koi - From "1920 London"

Saaya bhi nahin, maaya bhi nahin

Hai dard yeh agar mera
Woh kya isse hai chhoo raha
Fiqar usse meri hai kyun
Nahin jo mera

Yeh ishq hai ya ashq hai
Jo meri aankhon mein
Hai kyun aise bheegta

Gumnaam hai koi
Badnaam hai koyi
Kisko khabar kaun hai woh
Anjan hai koyi
Gumnaam hai koi
Badnaam hai koyi
Kisko khabar kaun hai woh
Anjan hai koyi
Gumnam hai koi

Umeed si kuch
Toh aaj bhi hai dil mein, kissi se
Ab tak hain zinda
Mahfooz bhi hai kaise yahan pe

Yeh ishq hai ya ashq hai
Jo meri aankhon mein
Hai kyun aise bheegta

Gumnaam hai koi
Badnaam hai koyi
Kisko khabar kaun hai woh
Anjan hai koyi
Gumnaam hai koi
Badnaam hai koyi
Kisko khabar kaun hai woh
Anjan hai koyi
Gumnaam hai koi

Saaya bhi nahin, maaya bhi nahin



Credits
Writer(s): Akash, Kunal Verma, Kaushik Kaushik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link