Baat Ban Jaye (From "A Gentleman")

Phir wahi hai din ye
Phir wahi hai shamein
Tu ho jaye jo shaamil toh
Badlenge rang saare
Phir wahi hai din ye
Phir wahi hai shamein
Tu ho jaye jo shaamil toh
Badlenge rang saare
O-Oh
Hum dono aur ye saari raat
Sharabi ho jaye toh
Band ho kamrein mein hum do
Aur chaabhi kahi kho jaye toh?
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!

Dhal gaya hai din
Hone wali hai raat
Jane do Jane do mujhe jana hai kahi
Aise waisi in baaton mein teri aaj
Sarfira sa dil mera aa jaye na kahin
Dhal gaya hai din
Hone wali hai raat
Jane do Jane do mujhe jana hai kahin
Na chahiye mujhe raahon pe tera saath
Roko na Roko na Mujhe Rukna Nahi
O raahein Teri ye saari aaj
Mujhse hi mil jaayein toh
Subah tak Yun hi mere pass
Tu aaj Ruk jaye toh?
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!

Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!
Toh baat ban jaye!!



Credits
Writer(s): Jigar Sachin, Sachin Jaykishore Sanghvi, Priya Saraiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link