Agar Mujhse Mohabbat Hai
Agar mujh se muhabbat hai muje saba apanae gam de do
In aankhon ka har ik ansu muje meri qasam de do
Agar mujh se muhabbat hai
Tumhaare gam ko apana gam bana loon to qaraar aaye
Tumhaaraa dard seene mein cchopa loon to qaraar aaye
Vo har shay jo tumhein dukh de muje mere sanam de do
Agar mujh se muhabbat hai
Shariq-e-zindagi ko kyun shariq-e-gam nahin karte
Dukhon ko baant kar kyun in dukhon ko kam nahin karte
Tadap is dil kee thodee see muje mere sanam de do
Agar mujh se muhabbat hai
In aankhon mein naa ab mujko kabhi aansoon nazar aaye
Sada hansatee rahe aankhen, sada ye honth muskaye
Muje apanee sabhee aahen, sabhee dard-o-alam de do

Credits
Writer(s): Madan Mohan, Raja Mehdi Ali Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Ek Matwala Aaj Chala Apni Manzil Ko
- Jab Tak Ki Hai Akash Pe Chand Aur
- Agar Mujhse Mohabbat Hai (Revival)
- Main Nigahen Tere Chehre Se
- Agar Mujhse Mohabbat Hai
- Kabhi Ithla Ke Chalte Ho
- Yehi Hai Tamanna Tere Dar Ke
- Yehi Hai Tamanna Tere Dar Ke (Revival)
All Album Tracks: Aap Ki Parchhaiyan (Original Motion Picture Soundtrack) >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.