Main Buddho Lambo Lambo

main buddho lambo lambo
main jadoo waala
jo rota aaye hasta jaaye
pee kar mera pyaala

oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala

mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala

oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala

mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala

jaane mujhe kya hai jiya khoti hoon
ghadi ghadi hasti hoon roti hoon
kabhi agar baithe baithe neend aayi
khuli khuli aanknon se main soti hoon

ye ghabraaun
ho na jaaun kahin main baawariya
kahin ho na jaaun main baawariya

oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala

mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala

koi bhi na samjhe meri baaton ko
keh nahi paati main barsaaton ko
chamak chamak jaaye bijuriya
pade pade darti hoon main raaton ko

ye ghabraaun ho na jaaun
ye ghabraaun ho na jaaun
kahin main baawariya
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala

mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala

kahin bhi jab chalti hoon main gori re
lage koi aaya chori chori re
palat ke jab dekhun to phir koi na
taras taras jaaye chunar mori re

ye ghabraaun ho na jaun
ye ghabraaun ho na jaun
kahin main baawariya

oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala
oye buddho lambo lambo
oye jadoo waala

mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala
mantar aisa maar changi
ho jaaun main baala

tum sab ka hai rog ek sa
o meri shehzaadi
accha achha dulha dhoondho
aur kar daalo shaadi

kehna hai aasaan magar
aisa ladka nahi milta
jeevan ka jo bane sahaara
chain bane jo dil ka

gore tan ka tera dulha
hoga chauda chakla
us ke sar par chaand dikhega
yaani hoga takla
baccha jaise dulha hoga tera jaani

ek nikamma nakaara likha hai
bhaag mein tere
ek nikamma nakaara likha hai
bhaag mein tere
baitha khaali pyaar karega
tujh ko shaam sabere



Credits
Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link