Khuda Bhi Na Dikhe (Remix)

...
ye kaisi kashmakash hai aee
ye kaisi rehguzar hai aee. (2)
mai uljha hun pareshan hun. (2)
hui kya mujhse aisi khata
khuda bhi na dikhe
dua bhi na lage
jahan tak jayein nazrein
dhuaan hi dhuan dikhe. (2)
ret ka mahal wo tha
lahron me shayad wo beh gaya
.aaaa...(2)
khwahishon ka aashiyan chand saasein lekar jo deh gaya
rabba khud ke hi saaye
lage aaj paraaye. (2)
mai uljha hun pareshan hun. (2)
hui kya mujhse aisi khata
khuda bhi na dikhe
dua bhi na lage
jahan tak jaye nazrein
dhuaan hi dhuaan dikhe
...
...
oooooo
zindagi ne ishq me muzhe aise manzar dikhaye hain. (2)
palkon pe
meri sada ashiqon ke badal hi chaaye hain
rabba chain na aaye
dil rain sataye. (2)
mai uljha hun
paresha hun. (2)
hui kya mujhse aisi khata
khuda bhi na dikhe
dua bhi na lage
jahan tak jaye nazrein
dhuaa hi dhuan dike
...(end)...



Credits
Writer(s): Shadab Akhtar, Amjad Nadeem
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link