Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai

Rasmein na jaany kia hota hai pyar
Rishtey na jaany kia hota hai pyar
Qasmein sab waady kar dety hain beqar
Apne na jaany kia hota hai pyar
Rishtey na jaany kia hota hai pyar
Qasmein sab waady kar dety hain beqar
Rishtey na jaany kia hota hai pyar
Rasmein na jaany kia hota hai pyar

Soni soni khushiyan sanjhi
Chahaton pe gham hain bhari
Zindagi luta ke sari
Ham ne hai muhabbat hari
Hmm chahaton ke saye aye
Tab e dil they muskaraye
Waqt phir woh Khuda laye
Phir se woh kahin na jaye

Jaane deewane kia hota hai pyar
Apne na jaany kia hota hai pyar
Ho qasmein sab waady kar dety hain beqar
Rishtey na jaany kia hota hai pyar
Rasmein na jaany kia hota hai pyar

Yaadon ke bhanwar mein khooye
Mere sath mosam roye
Rooh ke ye zakham saary
Ham ne anso'on se dhoye

Sochti hain tere baary
Bhoole na woh lamhe saary
Kahan se kahan le aye
Rasmon ke ye behte dhaary

Waqt na jaane kia hota hai pyaar
Apne na jaany kia hota hai pyar
Qasmein sab waady kar dety hain beqar



Credits
Writer(s): Nusrat Fateh Ali Khan, Purnam Allah Abadi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link