Ishq Na Kariyo

Ishq na karke dariyo, ishq hi kariyo na
Mar gaye ishq mein aashiq, aashiq baniyo na

Mar gaye ishq mein aashiq kitne, aashiq baniyo na

Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na

Ishq da rasta bada kathin, yeh rasta badhiyo na

Jogiyon ko haaye jaise jog lag jaate hai
Aashiqon ko pyar wale rog lag jaate hai
Akhiyon hi akhiyon mein raat kat jaati hai
Bhookh mar jaati hai, neend lut jaati hai
Dil na chain se jeene dega, dil ki suniyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na

Dilwala dhoondhta hai dil ka thikana
Galiyon mein ghoomta hai banke deewana
Seene mein lagne de duniya ke taane
Bante hai ban jaane de sau fasane
Baat bane toh theek varna zid pe adiyon na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na

Mar gaye ishq mein aashiq kitne aashiq baniyo na
Ishq da rasta bada kathin, yeh rasta badhiyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na
Ishq kabhi kariyo na, ishq kabhi kariyo na

Credits
Writer(s): Dev Kohli
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link