Dheere Dheere Se

Jane jaa rab teri duhai ye kaisi judai
Jane jaa aaja naa
Rab teri duhaai ye kaisi judaai
Khoon jigar ye kehta hai tu dil
mein rehta hai
Jane jaa aaja naa

Tere liye gam sahu sare main
sitam sahu sajana sajana
Khud ko mitaungi main marake dikhaungi main balama balama

Kehta hai mera jiya mera tan
man piya hai tera
Mane ya mane koi jane ya na jane koi

Bandh ke jise tode aisa nahi hai ye bandhan
Tere naam likh daala maine to ye mera jeevan

Bin tere na ji pau ghut ghut ke na
mar jau
Jane jaa aaja naa

Rab teri duhai ye kaisi judai
Khoon jegar ye kehta hai tu
Dil mein rehta hai
Jane jaa aaja naa

Sari jindagani likhu lahu se
kahani likhu pyar ki

Kuch bhi jamana kare yaade na
bhoolau main kabhi yaar ki
Rasme jahan ki sab kasme jahan ki sab tod doon

Tere liye sathi mere hasake
main sara jag

Zulmon ki salakhon mein mujhako nahi hai aab rehna
Dard ye bichadane ka mujhe
nahi hai aab sehana

Kashti ka kinara hai tu mere sahara hai

Jane jaa -aaja naa
Rab teri duhai ye kaisi judai

Khoon jegar ye kehta hai tu
dil mein rehta hai
Jane jaa aaja naa



Credits
Writer(s): Rani Malik, Anuja Bhushan Dua, Kumar Sanu, Anuradha Paudwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link