Gunaah

Gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kia usse ik din, tanha chodh ke

Gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kia usse ik din, tanha chodh ke

Tu milna paaye
Hum jeena paaye
Kahin marna jaaye
Kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahey
Teri hi panaahein
Kahin mar na jaaye zindagi
Gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke

Aankhien hai num, dhadhkan madham
Ab maan jaa, ruthe sanam
Saansein chubhan, toota sa mann
Aur naa sataa, oh janeman

Tu milna paaye
Hum jeena paaye
Kahin marna jaaye
Kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahey
Teri hi panaahein
Kahin mar na jaaye zindagi
Gunnah kia dil maine, yaar ka todh ke

Na Re Na Re Nain Ne Naaa...

Mera har pal ab toh bojhal
Veeran sa, dil yeh har dum
Lakhon hai gum, tanha hai hum
Kaise sahein itna sitam

Tu milna paaye
Hum jeena paaye
Kahin marna jaaye
Kaisi hai kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahey
Teri hi panaahein
Kahin mar na jaaye zindagi
Gunaah kia dil maine, yaar ka todh ke
Gunaah kia usse ik din tanha chodh ke

Aaaa...

Gunaah kia.

Gunaah kia.

Aaaa...



Credits
Writer(s): Sayeed Quadri, Jeet Gannguli
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link