Shool Si Chubhe Hai

Shool si chubhe hai kyun
Yeh zindagi meri
Dhool si lage hai kyun
Yeh zindagi meri
Saanson mein jalan
Aankhon mein agan
Sapano ka jahan
Dhuwan dhuwan
Charon taraf hai andhera ghana
Aansu bani har khushi
Kaisi hai yeh zindagi

Shool si chubhe hai kyun
Yeh zindagi meri
Saanson mein jalan
Aankhon mein agan
Sapano ka jahan
Dhuwan dhuwan
Charon taraf hai andhera ghana
Aansu bani har khushi
Kaisi hai yeh bebasi

Dil kahe har kasam tod doon
Dard ka yeh jahan chhod doon
Dil kahe har kasam tod doon
Dard ka yeh jahan chhod doon
Main kis liye majboor hoon
Samajhe nahi koyi yahan

Shool si chubhe hai kyun
Yeh zindagi meri
Dhool si lage hai kyun
Yeh zindagi meri
Saanson mein jalan
Aankhon mein agan
Sapano ka jahan
Dhuwan dhuwan
Charon taraf hai andhera ghana
Aansu bani har khushi
Kaisi hai yeh bebasi

Fas gaya main vachan bol ke
Pi gaya main zeher ghol ke
Fas gaya main vachan bol ke
Pi gaya main zeher ghol ke
Mujhko mila yeh kya sila
Bikhara mera woh aashiyaan

Shool si chubhe hai kyun
Yeh zindagi meri
Dhool si lage hai kyun
Yeh zindagi meri
Saanson mein jalan
Aankhon mein agan
Sapano ka jahan
Dhuwan dhuwan
Charon taraf hai andhera ghana
Aansu bani har khushi
Kaisi hai yeh bebasi
Shool si chubhe hai kyun
Yeh zindagi meri



Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link