Zara Zara

Hai zara zara hai dara
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara.

Bin batayein woh raat mein
Zindagi ki poshak mein
Milne aaye they mujhe
Kuch sawaal kuch sawaal

Aise uljhe unki jhaal mein
Sambhle sambhle hum phisal gaye
Baaton baaton mein hi hue
Hum behaal, hai behaal

Hai zara zara hai zara
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara.

Hai zara zara rara rara.
Ab hua asar zara zara

Behke behke hum raah se
Dhund te apni raah ke
Khoye khoye hum khud se hi
Mill gaye mill gaye.

Ab mera jo hosala
Udke chuna hai aasmaa
Sar hai roh ke paa li ab
hum mille wahaan mille.

Hai zara zara hai zara
(Hai zara zara hai zara)
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara.

Hai zara zara naya zara
Ab hua asar zara zara

Hai zara. hai zara.
Hai naya...
Zara. Zara.
Hai zara. zara...



Credits
Writer(s): Ankur Tewari, Michael Ian Mccleary
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link