Mashah Allah Kya Kehna

Na na na nnn... na na naaa...

Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki

Tu gul izhaar,tu jashne bahar
AYe mahajabeennnn tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend se dil mera yeh dhadke
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki

Dekh ke teri adaayein titalyian bhi sharmayein
Range tera hai sabse juda
Jis din se dekha tainu neend nahi aandi hai mainu
Iss baat da gavah hai khudaaaa...
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki

Hooo haaa...
Tujhko palkon pe rakhke karun main jaana tere sajde
Kahan tu chali hi ada sajke
Gal sun tu meri jaana,Ab chad de tu itarana
Imtihan na le deewano keeeee...
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki

Tu gul izhaar tu jashne bahar
AYe mahajabeen tu shaame-e-saki
Tere teer se jahan neend se dil mera yeh dhadke
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki
Masha allah kya kehna hasin naazon nakharon ki

Credits
Writer(s): Hari Shankar Sufi, Sourish Bhattacharjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link