God Allah Aur Bhagwan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
Aaya zameen pe lekar woh
Upar waale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ik insaan
Aaya zameen pe lekar woh
Upar waale ka farmaan
Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan

Woh tujhme bhi hai
Woh mujhme bhi hai
Kahin na kahin woh
Hum sab mein hai

Sab mein woh chhupa hai
Usey pehchaan le
Uska jo iraada hai
Hum thaan lein

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan

Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Jahaan kal woh tha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada

Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum
Dil ke khabon ki jannat sajayenge hum
Pyar ka savera leke aayenge hum

Woh doston ka hai dost
Yaaron ka hai yaar
Jiska naam sunke kaanpe har shaitan

God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan
God, Allah aur Bhagwan
Ne banaya ek insaan



Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link