Thats All I Really Wanna Do (From "Teri Meri Kahaani")

All day, so lost in love
Just can't, can't get enough
Wo oh oh!
All day, so lost in love
Each and every moment every minute every day
Just can't, can't get enough
Wanna always be together never go away

Dekhun tujhe, chhoo lo tujhe, Sochun tujhe, sunu tujhe
Bas yunhi tujh mein dooba rahun
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do – x4

Dekhun tujhe, choo lo tujhe, sochun tujhe, sunu tujhe
Bas dil tujh mein dooba rahe
Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil tujh mein hi tujh mein dooba rahe

Thats all I really wanna do – 8 times

Pehle mein tujhse milta tha
Abb main tujh mein khulta jaaun
Khwaabon mein agar haath badhaaun
Haath tera paaun
Haan khushboo ke jaise mujhe odh le tu
Har khayal mahekta ho
Ehsaas leke tere saath ka
Har lamha sarakta ho
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do – x4

Kya yeh chhalka? kya hua hai?
Do kinaare mil rahe hain
Sang sang hum paaniyon pe chal rahe hain
Neende nahin hai yeh main aa raha hoon
Aane do leharane do
Saanson se teri main judne laga hoon
Khwahishein bann jaane do

Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil dooba dooba rahe

Thats all I really wanna do... x7Credits
Writer(s): Sajid Wajid, Joshi Prasoon, Wajid
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link