Ab Ke Baras

Ab ke baras wo haal hai
Laga gazab ka saal hai jee) -2
Ho jiya mora bas mein na aaye rama haye rama
(Mast nazar ka jaal hai
Behki behki chaal hai jee) -2
Jiya mora bas mein na aaye rama haye rama
Ab ke baras ha ab ke baras
Ab ke baras wo haal hai jee
(Rang armaanon ka barse
Piya mere piya tu aa ja na) -2
Chaahat pinjre mein tarse
Ab na mujhe tu tarsaana
Dharkan mein sur tal hai -2
Phir bhi man be haal hai jee
Jiya mera bas mein aaye rama haye rama
Ab ke baras wo haal hai
Laga gazab ka saal hai jee

(Shabnam gaalon pe dole
Aaye koi aaye mujhe apnaaye) -2
Angrai muh se bole mera koi mera ab ban jaaye
Baahar to barsat hai -2
Man mein pyar ki baat hai jee
Ho jiya mora bas mein na aaye rama hai rama
Ab ke baras wo haal hai.
Ab ke baras ha ab ke baras
Ab ke baras wo haal hai jee



Credits
Writer(s): Anand Raj Anand, Shyam Anuragi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link