Aaj Zindagi

Lagta hai aaj zindgi Hamse khafa hai
Chaliye chhodiye janaab kaun si ye paheli dafaa hai

Hamare labon pe jo muskan hai
Usaki vajah aap hi aap hai
Palke jukaau aur dekhun kahin
Bas har jagah aap hi aap hai
Lagta hai aaj zindgi

Kahena tha aap se par kuch na kaha
Alfaz me aapka hi zikr bayaan
Chahat meri aap hi aap ho
Bas akhri ye tamanna ho tum
Lagta hai aaj zindgi



Credits
Writer(s): Niharika Bhimani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link