dil se dosti

Dhadkane
Kya bole tu yeh mujhe
Le jaye kaha tu mujhe
Saath tere
Thaame tu
Sikhaaye khud pe yaqeen
Dikhaaye mujh mein hai jo dabi
Daru ab nahi

Zindagi
Muskuraye ya nahi
Aasoon ho ya hasi
Khud pe ab hai yaqeen
Dil mera
De yeh har pal honsla
Gir pada ya phir chala
Na akela raha

Muskura
Jee le pal yeh sabhi
Gaye jaa
Na tu darna kabhi
Dhoondne
Jo rasta yahi
Karle tu, dil se dosti
Karle tu, dil se dosti

Tede mede hai jo kabhi raaste
Chodd dar aur fikar
Tede mede hai jo kabhi raaste
Chodd dar aur fikar
Khoye kabhi paaye kabhi manzilen
Chalta hi chal

Zindagi
Muskuraye ya nahi
Kante ho ya kali
Khud pe ab hai yaqeen
Dil tera
Woh dikhaaye raasta
Sapno ko ab saja
Tu akela na raha

Muskura
Jee le pal yeh sabhi
Gaye jaa
Na tu darna kabhi
Dhoondne
Jo rasta yahi
Karle tu, dil se dosti
Karle tu, dil se dosti

Lage tujhe soona kabhi raasta
Dil se baatein kar
Uthaaye tujhe kheenche aage le chale
Teri raah par

Zindagi
Muskuraye ya nahi
Kante ho ya kali
Khud pe ab hai yaqeen
Dil tera
Woh dikhaaye raasta
Sapno ko ab saja
Tu akela na raha

Muskura
Jee le pal yeh sabhi
Gaye jaa
Na tu darna kabhi
Dhoondne
Jo rasta yahi
Karle tu, dil se dosti
Karle tu, dil se dosti

Meri baat sun
Jaa dhoondo apni dil ke dhun
Karle jo dil se yaariyan
Paaye sukoon
Meri baat sun
Jaa dhoondo apni dil ke dhun
Karle jo dil se yaariyan
Paaye sukoon
Paaye sukoon
Paaye sukoon



Credits
Writer(s): Nikhil Iyer
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link