Nuktacheen Hai Ghame Dil

aaa
aaa
nuktaacheen hai, gham-e-dil usko sunaaye na bane
kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane
kyaa bane baat jahaan baat banaaye na bane
main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa-e-dil
main bulaataa to hoon usko magar ae jazbaa-e-dil
us pe ban jaaye kuchh aisi
us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
us pe ban jaaye kuchh aisi ki bin aaye na bane
nuktaacheen hai, gham-e-dil usko sunaaye
bojh wo sar pe giraa aaa
bojh woh sar se giraa hai, ki uthaaye na uthe
kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane
kaam wo aan padaa hai ke banaaye na bane
nuktaacheen hai, gham-e-dil usko sunaaye
ishq par zor nahin
ishq par zor nahin hai ye wo aatish Ghaalib
ke lagaaye na lage
ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane
nuktaacheen hai, gham-e-dil usko sunaaye...



Credits
Writer(s): Pankaj Mullick, Ghalib
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link