Humko Jana Tha Kaha

Humko jana tha kaha
Chale hum kaha
Manzilo ki na khabar
Ye kiski hai khata
Jaane kon likh raha
Hamari taqdeer
Hum toh jaa rhe waha
Jaha hai rasta

Na kisi ki chinta
Na kisi ka hai drr
Srr pe badalo ki chaav
Suhani hai dagar
Anjaane hai ye log
Anjana wasta
Aage hone wala kya
Naa uski hai fiqar

Phuchenge kb ni ye sochna
Bss chlte jana kadmo ko ni rokna

Gumm hogya
Hmara nakshaa
Khogya
Humko jana tha kaha
Chale hum kaha
Manzilo ki na khabar
Ye kiski hai khata

Hota hai mehsoos
Akele ni hum
Aur bhi toh hai sang mai
Humaare humkadam

Na kisi se lagaav ye
Na hai Dil mai khayaal
Ki kaisa hoga
Wo Aane wala pal

Yuhi chlte rhe ye silsile
Na shikayate na humko gile

Sahi ya galat ab toh kr liya faisla
Humko jana tha kaha
Chale hum kaha
Manzilo ki na khabar
Ye kiski hai khata



Credits
Writer(s): Prateek Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link