Bhakti Dena Shakti Dena

Bhakti dena shakti dena
Agyanta se hume taar dena
Bhakti dena shakti dena
Agyanta se hume taar dena

Saubhag ne samjhi, muniyo ne maani
Agam ki bhasha, anubhav ki vani
Saubhag ne samjhi, muniyo ne maani
Agam ki bhasha, anubhav ki vani

Hum Bhi toh samjhe hum bhi toh jaane
Satsang ka humko adhikar dena
Bhakti dena shakti dena
Agyanta se hame taar dena
Agyanta se hame taar dena

Manse humare mitade andhera
Hamko ujale ka anubhav dena
Manse humare mitade andhera
Humko ujale ka anubhav dena
Humhe akele hum adhure
Teri sharan hum, hume bhakti dena
Bhakti dena shakti dena
Agyanta se hume taar dena
Bhakti dena shakti dena
Agyanta se hume taar dena
Agyanta se hume taar dena
Agyanta se hume taar dena



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link