Mari Pihu

Kehte hai mujko sab chota packet bada dhamaka
Meri badmashiyo se sab sir pe uthau aur karu tamasha

Kehte hai mujko sab chota packet bada dhamaka
Meri badmashiyo se sab sir pe uthau aur karu tamasha
Kehte hai mujko sab chota packet bada dhamaka
Meri badmashiyo se sab sir pe uthau aur karu tamasha

Mithudu bulaye mujhe koi raat din
Ya fir bulaye mujhe koi pumpkin
Mere kya itne saare naam hai ki
Mama papa ka bas ye pyaar hai

Papa ki hai dulhari
Mamma ki jaa se pyaari
Dadi dada ki hai tu aakho ka taara
Bhaiya ki hai khushi tu
Iss ghar ki laxmi tu
Krishna ki murli ne jaise
Tera hi gun gaayaa

Tu che khushiyoo no gallo
Tu che jeevan no rasto
Taara rehva ni ronak
Aakhaa jagg ma padee aeee
Mari Pihuu

Papa ki hai dulhari
Mamma ki jaa se pyaari
Dadi dada ki hai tu aakho ka taara
Bhaiya ki hai khushi tu
Iss ghar ki laxmi tu
Krishna ki murli ne jaise
Tera hi gun gaayaa

Papa ki hai dulhari
Mamma ki jaa se pyaari
Dadi dada ki hai tu aakho ka taara
Bhaiya ki hai khushi tu
Iss ghar ki laxmi tu
Krishna ki murli ne jaise
Tera hi gun gaayaa



Credits
Writer(s): Ruchit Japee
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link