Ruh

Gum hai saare pal mere
Rehmat mujhpe kar zara

Panaho mein tham le
Hifazat na hai rooh meri yaha

Baaki nahi koi ehsaas hai
Mehfooz jo meri aas hai
Parwaah nahi
Khud ko meri
Aisa mera iztiraar

Yeah
Bajega jung ka danka
Usse pehle khaali faili hai shaanti
Laga ki lunga mein saans, tab udegi ghaas
Par aati jab aandhi
Wo rehte hairaan, ye kaisa toofaan, jo dikhne mein lagta insaan hi?
Par aaya jab pyaar se, na hai hatyaar, toh kaatunga meri zabaan se hi!
Aake chuke wo nishaane
Aane jaane waale mere jaise bhooke nai
Poora ye vartalap, ye gyaan taalaab sa kabhi ye sookhe nai
Bole nai bol tolke
Tol molke, Fase nai kabhi hum jhol wol mein
Stone cold rakha poora ye jigar
Aur gaano mein aake hum soul khol de

Baaki nahi koi ehsaas hai
Mehfooz jo meri aas hai
Parwaah nahi
Khud ko meri
Aisa mera iztiraar

Baaki nahi koi ehsaas hai
Mehfooz jo meri aas hai
Parwaah nahi
Khud ko meri
Aisa mera iztiraar



Credits
Writer(s): Prayag Mehta, Rishab Joshi, Yashraj Mehra, Somanshu Agarwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link