Fraud (Original Score)

Sajna baajo
Haar gayi
Jug nal pai geya vair
Mera ki mai kamli ho gayi
Teri hovey khair
Teri tasveer iss dil se mittata kaise
Mai gunahgar tha
Duniya ko batata kaise
Aag jisne jala diya mujhko
Uss tapish ko seene se lagata kaise
Meray dildaar sanam
Kiya tuney kya sitam
Teray pyaar mein huay ruswa
Mila mujhey aisa dhoka
Dil cheer diya
Kyun hai tera aitbaar kiya
Waada tera jhoota
Tuney mujhko hai loota
Teray pyaar mein kahin ki naa rahi
Kaise mai sunau ishq ki ye kahani
Teri meri adhuri rahi
Teray haathon mein
Apni jaan di thee
Tera aitbaar kiya
Tuney aisa kyun kiya
Meri jaan ab meri na rahi
Dhoka tuney aisa diya
Dil cheer diya
Kyun hai maine tujhey pyaar kiya
Teri akhiyaan de kol
Chhad duniya de raule
Baithi rehndi se jahan chhad ke
Suki saawan nal mai
Katte koi saal mai
Mar jaawan mai te teray sadqay
Kyun o aa bewafa
Tuney ye kya kiya
Mar gayi mai tou kahin ki naa rahi
Mere dildaar sanam
Kiya tuney kya sitam
Teray pyaar mein huay ruswa
Mila mujhey aisa dhoka
Dil cheer diya
Kyun hai tera aitbaar kiya



Credits
Writer(s): Ali Zafar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link