Sararara (From "Yeh Saali Zindagi")

Sararara sararara...
sararara. ...sararara...
Sararara sararara
hey.
Zindagi nikal chali sararara
Hathon se phisal chali sararara
Behla ke chaldi wo, phusla ke chaldi wo
Kanya karari si, itra ke chaldi wo
Kuch dekhe chaldi wo, sab leke chaldi wo
Hai dum toh rok use bal kha ke chaldi wo
Mara mara mara mara mara mara.
Phirta raha re tu to mara mara
sararara sararara sararara, zindagi nikal chali sararara
Wo ho wo ho woho woho woho.
Hooo.
Kwabhon ki chunar hai, yaadon ki payal hai
Zindagi husn tera hum tere kaayal hai
Aaja na reham tera humpe barsaa jaa
Sararara sararara, sararara sararara
Hai hai hai aaja na jhalak teri humko dikh laaja
Teri raahon mein bichh jaaye bas tere nagme gaye
Aajana.
Ajana.
Aaja.
Aaja.
Aa
Tum pe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
behla ke chaldi wo, phusla ke chaldi wo
Kanya karari si, bal khake chaldi wo
Hai.
hoye... Sarara sarara sarara zindagi nikal chali sararara
Sarara sarara sarara hathon se phisal chali sararara
hey ya... hey ya... hey ya...
Sararara sararara, sararara sararara.
hey.
Hum chalte hum rukthe sab teri marzi hai
Jeene ki chahat ho kehde kya khudgarzi hai
Aajana noor tera hampe barsaaja
Sararara sararara, sararara sararara
Tu koi hoor nahi thodi narmi to kha
Tu agar zid pe atki hai, hum bhi na ghabraye
Aajana.
Ajana.
Aaja.
Aaja.
Aa
Chori karna bhi ek fun hai, apna fun aazmaye
Kuch dekhe chaldi wo, sab leke chaldi wo
Hai dum to rok usse, bal khake chaldi wo
hoye... Sararara sararara, sararara zindagi nikal chali sararara
Sararara sararara sararara hathon se phisal chali sararara
Hai...
Phurrrrrrrra...
Sararara sararara, sararara sararara
Kawabhon ki chunar hain, yaadon ki payal hain
Zindagi husn tera, hum tere kaayal hai
Aaja na reham tera hum pe barsaaja
Sararara sararara, sararara sararara
Haaye
Aaja na jhalak teri humko dikh laa jaa
Teri raahon mei bichh jaaye, bas teri nagme gayi
Aajana.
Ajana.
Aaja.
Aaja.
Aa
Tum pe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye
Kuch deke chaldi wo, sab leke chaldi wo
Hai dum to rok usse, bal khake chaldi wo
Sararara... zindagi nikal chali sararara
Sararara... hathon se phisal chali sararara
Sararara sararara, sararara rararara...



Credits
Writer(s): Swanand Kirkire
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link