Pyaar Kar

Zindagi thi
Ek suni dopahar
Bas akela main
Na koi humsafar
Ek shararat dil ne ki
Mili nazar
Pyaar ki dastak
Hui ghayal jigar

Yeh aashiqui
Mere khuda
Yuhi rahe umar bhar

Dil kahe
Pyaar kar
Pyaar kar
Dil ki sun
Pyaar kar
Pyaar kar

Zindagi hai
Pyaar hai aur humsafar
Din hai ya hai raat
Kuch bhi na khabar
Dil ki aarzoo hai ab
Shamo seher
Tanha kabhi na ho
Jeevan safar

Yeh aashiqui
Mere khuda
Yuhi rahe umar bhar

Dil kahe
Pyaar kar
Pyaar kar
Dil ki sun
Pyaar kar
Pyaar kar

Pyaar kar

Dil kahe
Pyaar kar
Pyaar kar
Dil ki sun
Pyaar kar
Pyaar kar



Credits
Writer(s): Jayashree Kulkarni
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link