Ek Din

Ittefaaqan kuch milaa yoon
Likhaa sach is-qadar us par
Jaao milne duniya se tum agar
Kho do maasoomiyat

Mila ek din sarphira woh
Nashe mein hun Kahe meri sun
Chaahun mein bhi phoonkna
Takht-o-taazon ki duniya
Kitaabon mein ho Mera
Haashiya-e-naam

Huye lateefey bahut hui der
Ab hone ko raat
Mohabbat ka rahi mera intezaar
Zulfon mein unkt Basti hai meri kaaynaat
Duniya mil bhi gayi toh kya samjhegi apne jazbaat

Keh ke yun chal diya woh
Maafi do hun Nashe mein ghum

Jaao milne duniya se tum agar
Kho do maasoomiyat

Hum gaye the dil lekar
Aisi thi rooh-e-hasrat
Mil gaye zamaanon se hum magar
Badli si shakhsiyat

Jeene ki yahi keemat
Kho do masoomiyat
Rangon mein dhalti meri neeyat
Kho do masoomiyat

Duniya badalne ki baaton pe jaanu Tujhko hai Naaz
Duniya mil bhi gayi toh kya samjhegi apne jazbaat

Yaya yayayayayaa

Maafi do hun Nashe mein ghum
Maafi do hun nashe mein ghum
Maafi do hun nashe mein ghum
Maafi do hun nashe mein ghum



Credits
Writer(s): Raman Negi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link