Woh Firaaq Aur Woh Visal Kahan

woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
thee woh ik shaqhs ke tasavvur se
ab woh raunaai-ye-Khayaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
aiysa aasaan naheen lahoou ronaa
dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
dil mein taaqat jigar mein haal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
fikr-e-duniyaan mein sar khapaata hoon
main kahaan aur ye wabaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?
woh firaaq aur woh wisaal kahaan?
woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaan?



Credits
Writer(s): Mirza Ghalib, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link