Waah Sajna (feat. Gulraj Singh)

Teri deed na sahi na sahi
Tere zikr se hi main khush hoon
Teri bandagi meri zindagi
Jis haal mein rakhe khush hoon
Ho
Tujhe dekhne ki hai chah sajna
Tujhe dhoondhne ki na raah sajna
Jo main dhoonda main ke andar
Liya hai tujhko pa sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna

Hoo
Sajna tu hi tu hai maine
Apna aap gawa hi liya

Ho Sajna tu hi tu hai maine
Apna aap gawa liya
Tu hasta hai toh lagta hai
Ruthe rabb ko mana liya

Tere ishq mein andhi hun magar
Tu saaf saaf aaye nazar
Tere ishq mein andhi hun magar
Tu saaf saaf aaye nazar
Berang dil ki deewaron pe
Liya hai tujhko sajaa sajna

Waah sajna. waah sajna...

Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna

Teri deed na sahi na sahi
Tere zikr se hi main khush hoon
Teri bandagi meri zindagi
Jis haal mein rakhe khush hoon
Ho...
Tujhe dekhne ki hai chah sajna
Tujhe dhoondhne ki na raah sajna
Jo main dhoonda main ke andar
Liya hai tujhko pa sajna

Sajnaa

Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah Sajna Waah Sajna
Waah Waah Sajna
Waah sajna Waah sajna
Waah Waah sajna



Credits
Writer(s): Gulraj Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link