Khumaar

Jahaan bhi jaana chahu
Raaste tera pata dene lage hain
Nahi ho mere aas paas
Phir bhi hum tum saath rehne lage hain

Ye hawayein, dohraye,
Tera naam, tera naam hi gaaye
Ye hawayein, dohraye
Tera naam, tera naam hi gaaye
Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?
Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?

Jahaan bhi jaana chahu
Raaste tera pata Dene lage hain
Nahi ho mere aas paas
Phir bhi hum tum saath rehne lage hain

Ye hawayein, dohraye,
Tera naam, tera naam hi gaaye
Ye hawayein, dohraye
Tera naam, tera naam hi gaaye
Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?
Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?

Baat chhipi lafzon mein nahi
Baat chhipi khamoshi mein hai
Baat chhipi lafzon mein nahi
Baat chhipi khamoshi mein hai
Mein kya izhaar karu mehzabeen
Mujhse phle ye nigaahein keh rahi
Mein kya izhaar karu mehzabeen
Mujhse phle ye nigaahein keh rahi

Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?
Piya, Piya, kaisa ye re khumaar?
Re khumaar



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link