Ishq Jaisa Kuch (From "Fighter")
Ishq jaisa (ishq jaisa, jaisa)
Jab saath hote hain, jaage saari raat hote hain
Sapne tere aayenge kaise?
Jo kaam hain dil ke, kar lenge aaj hum mil ke
Tere ho jaayenge aise
Baatein adhoori si tujhse hain poori si
Kal thi fizool ki, jo ab hain zaroori si
Pehli baari lag raha hai aisa kuch
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Teri baahon mein, oh, meri jaan
Haan, mujhe itna sukoon mila
Ab kahin jaana na aur kahaan
Dil se dil jo tere laga
Haan, mera ishq hai sir se phira
Hadd mein bhi reh ke karna hai kya?
Tu meri, main tera hua
Duniya ko lage jo lagne do bura
Tera-mera milna kahani jaisa hai
Chalo, beh jaayein, ishq paani jaisa hai
Meri nazron ne teri nazron se
Aadhi kahi aur kuch adhoori si baat reh gayi
Baatein adhoori si tujhse hain poori si
Kal thi fizool ki, jo ab hain zaroori si
Pehli baari lag raha hai aisa kuch
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Ishq jaisa kuch
(Jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, ishq jaisa kuch)
Ishq jaisa kuch
(Jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, ishq jaisa kuch)
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Jab saath hote hain, jaage saari raat hote hain
Sapne tere aayenge kaise?
Jo kaam hain dil ke, kar lenge aaj hum mil ke
Tere ho jaayenge aise
Baatein adhoori si tujhse hain poori si
Kal thi fizool ki, jo ab hain zaroori si
Pehli baari lag raha hai aisa kuch
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Teri baahon mein, oh, meri jaan
Haan, mujhe itna sukoon mila
Ab kahin jaana na aur kahaan
Dil se dil jo tere laga
Haan, mera ishq hai sir se phira
Hadd mein bhi reh ke karna hai kya?
Tu meri, main tera hua
Duniya ko lage jo lagne do bura
Tera-mera milna kahani jaisa hai
Chalo, beh jaayein, ishq paani jaisa hai
Meri nazron ne teri nazron se
Aadhi kahi aur kuch adhoori si baat reh gayi
Baatein adhoori si tujhse hain poori si
Kal thi fizool ki, jo ab hain zaroori si
Pehli baari lag raha hai aisa kuch
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Ishq jaisa kuch
(Jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, ishq jaisa kuch)
Ishq jaisa kuch
(Jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, jaisa, ishq jaisa kuch)
Hone laga hai jo, hai ishq ya hai woh
Ishq jaisa kuch?
Mera jo tu hua toh hi shuru hua
Iske jaisa kuch
Credits
Writer(s): Kumaar, Aman Sardana, Shekhar Hasmukh Ravjiani, Vishal Dadlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.