Roop Suhana Lagta Hai (From "The Gentleman")

(Rup suhana lagta hai, chand purana lagta hai
Tere aage o janam) - (2)

(Tu bhee kya cheej hai, har dil ajeej hai
Dil chahe dekhe tujhe ham har dam)-2
Rup suhana... - (2)

(Mai divana awara pagal, galiyo mai phirta hu
Mai mara mara) - (2)

Mahlon kee too rahne walee, kaise banunga teraa sahara
Phir bhee naa jane, dil kyun naa mane
Har din har pal tujhko pukare
Rup suhana... - (2)
Too bhee kya...
Rup suhana... - (2)

Ho oh...
Mahlon kee kya hai mujhko jarurat, mai toh tere dil mai rahungee
Phulo pe sang sang sab chalte hain, kanton mai tere sang chalungee
Hone laga too sanso mai shamil, jina hai bus mujhe tere sahare
Rup suhana... - (2)
Too bhee kya...
Rup suhana... - (2)



Credits
Writer(s): Anu Malik, Rajan Khera
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link