Chaandan Mein (Aaoji)

jogan ban ban ghumu, bairagan ban ban ghumu
ha mai teree chaukhat chumu
mai teree aur too meraa, (albela sajan meraa -2)
albela sajan sajan meraa, albela sajan meraa
usakee huyee divanee, duneeya se huyee beganee
kyon hain duneeya anjanee, too meraa dilbar janee
manmohak chehra teraa, (albela sajan meraa -2)
albela sajan sajan meraa, albela sajan meraa

mai banwariya ha banwariya
mai banwariya banwariya banwariya ho jau
mai sajana sajana gau, mai kaise usse rijhau
bas sajana...
mai sajana sajana gau, mai kaise usse rijhau
yu pyar me naa marr jau
jab ishk anokha meraa, (albela sajan meraa -2)
albela sajan sajan meraa, albela sajan meraa

(tujhme mujhme koyee farak nahee
jab too hain toh phir mai kaisee
teree surat rab dee surat ve - (2)) - (2)
koyee surat nahee teree jaisee, bas? naa paya teraa
albela sajan meraa...



Credits
Writer(s): Naresh, Kailash Kher, Paresh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link