Ae Nazneen Suno Na

INSTRUMENTAL
Aye nazneen suno na.

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye.
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe haq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye.
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye

Lagta hai ke tumko
Rab ne banaya jis dam
Apni kudraton ko usne
Tum mein kar diya tha ghum
Is jahan ko husn baantna kar diya tha kam
Teekhe teekhe nain naqsh tere
Kaliyon se komal honth tere
Phoolon se naazuk paanv tere
Dono jahan kurbaan tere.

Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tarasha pyaar se jise
Rab ne woh moorat ho tum
Sangtarashon ki jaise devi tum
Tum sa jahan mein koi na...

Parda khayalon ka hai
Sach much zara saamne aa.
Chaand ko main takta hoon
Par teri shaql aankhon mein
Ji jalaaye chandni bhi
Thandi thandi raaton mein.
Nata neendon se toot gaya
Tere liye ai mere haseen.
Dil ko yakeen yeh bhi hai magar
Aayega aisa din bhi kabhi.
Jab mulakaatein bhi hongi.
Meethi si baatein bhi hongi.
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna.
Jab mulakaatein bhi hongi.
Meethi si baatein bhi hongi.
Pyaar bhari raatein bhi hongi dekhna.
Aane ki khabar do na.

Aye nazneen suno na...

Aye nazneen suno na
Hamein tum pe hdaq to do na
Chaahe to jaan lo na
Ke dekha tumhein to hosh udd gaye.
Honth jaise.
Honth jaise kud hi sil gaye
Yeh honth jaise kud hi sil gaye
Honth jaise kud hi sil gaye... bh



Credits
Writer(s): A R Rahman, Mehboob Alam Kotwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link