Aaj Ki Raat

Shaam hai
jaam hai
aur hai nasha
tan bhi hai
man bhi hai
pighla hua
chhayi hai
rangeeliyan
phir bhi hain
betabiyaan
kyun dhadakta hai dil
kyun yeh kehta hai dil
deewana ko ab tak nahin
hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya

Do ghadi
mein hi yahan
jaane kya hoga
jo hamesha tha mera bhi
mera hoga?
kaun kiske dil mein hai
faisla hoga
faisla hai yahi
jeet hogi meri
oh deewana ko ab tak nahin
hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya

Aao main
tumse kahoon
baat chupke se
rang badlegi pal mein raat
chupke se
tumko le jaaonga phir saath
chupke se
jaaoge tum kahan,
dekho main hoon yahan
deewana ko ab tak nahin
hai yeh pata

aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya
aaj ki raat, hona hai kya,
paana hai kya, khona hai kya



Credits
Writer(s): Shankar Ehsaan Loy
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link