Tum Darshan Hum Naina

Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.kaushalya ki kokh se tumne jaman liya hai aise.
sukh samriddhi ki ganga gomukh se janme jaise.

sarju ke tat jhoom ke gaye pal pal aaj badhai.
jug jug aakhiya tarsi hai tab ghadi ye pawan aai.
mil gaya maan ko chaina.
Rama
Tum darshan hum naina.

Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.

hum jeevan hai tum mukti.
hum maruthal tum jal ki dhaar.
hum swati ki boond hai rama tum karuna ka sindhu appar.

hum deepak tum jyoti.
hum santaan hai tum ho palanhaar...
hum aasha vishvas ho tum.
hum jhanjhar hai tum ho jhankaar.

tum suraj hum raina .
Rama
Tum darshan hum naina.

Tum darshan hum naina.
Rama
Tum darshan hum naina.



Credits
Writer(s): Manoj Muntashir, Meet Bros Anjjan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link