Baanwre

Kuch to keh rahi hai zindagi.

Kuch to keh rahi hai zindagi
goom-soom beh rahi hai zindagi
O baanware sunn to le
O baanware sunn to le
O baanware sunn to le zaara.

Khwabo ka yeh ajab taana baana
O baanware bunn to le
O baanware bunn to le
O baanware sunn to le zara!

Kab tak yun hi chala jayega
Khud ko yun hi jalaa payega.

Oooo... Kab tak yun hi chala jayega
Khud ko yun hi jalaa payega.
Kab tak rahega gunsum yun hi
Kab tak khud hi ko behlaaye ga
Kuch gunguna, koi nayi dhun to le zara.

O baanware sunn to le
O baanware sunn to le
O baanware sunn to le zara.

Oooo... Jo bas mein tha kar liya
Har raah chal, har dagar liya (door)
Jo bas mein tha kar liya
Har raah chal, har dagar liya

Do pal thehar to le zara
Bahut rukk liya, Bahut mar liya
Yaadon ki rakh se tu phool chunn le zara.
O baanware (sun to le zara)
O baanware (sunn to le zara)
sun to le zara (sunn to le zara)
O baanware sunn to le zara.



Credits
Writer(s): Luv Ranjan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link