Naam Apun Ka Jaani (Remix)

Ye aag kaisi mere seene mein hai dahekti Andhero mein na koi ummeed hai jo makkhi makkhi makkhi makkhi makkhi
Naam apunnka jaani
maangega na paani
aise cheen lunga
mein teri zindagaani
Mein aaj chadh gaya hu unchi udaan meri
tere khoon se likhunga ab mein kahaani teri
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi
Hu zaraasa lekin, tu kya mujh ko roke
ek zaraasa shola, gaaon gaaon phunke
boond ek zaher ki kabhi bhi na choote
ek zaraasi goli daage bandooke
nahi doodh ki mein makkhi
jo mujh ko fenk dega
jab teri saans ruki, tabhi sukun milega
tujh se nazar mila ke
mein chutaki mein maar dunga
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi
Gin das tak aaunga aaj hai zaruri kaam
aaj sirf das, sirf das
EK... tujh ko maarna
DO... tujh ko maarna
TEEN... Tujh ko maarna
CHAAR... Tujh ko maarna
PAACH... Tujh ko maarna
CHE... Tujh ko maarna
SAAT... Tujh ko maarna
AATH... Tujh ko maarna
NAU... Tujh ko maarna
DASS
Tujh ko ratti ratti
MASAL MASAL
TOD KE, MAROD KE
Shareer cheer cheer
MAARNA!!!
Fad fad fad fad
fas fad fad fad
fadfadaaunga
tere kaano mein makkhi raag
mein gaaunga
chaahat teri, lakeer teri choti karunga
khone ko kuch nahi hai
kya hai jo mein kho dunga?
ek baar mar chuka hu,
iss baar kya darunga?
nahi doodh ki mein makkhi
jo mujh ko fenk dega
jab teri saans ruki, tabhi sukun milega
tujh se nazar mila ke
mein chutaki mein maar dunga
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi
makkhi hoon mein makkhi
sair karna rab ki
mere ek nazar se
tune maut chakkhi...



Credits
Writer(s): Neelesh Misra, M.m. Kareem
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link