Thoda Sa Pyaar (Madhu's Search For Love)

i dream of you evry night,
where you walk into my lyf.
kabhi main jeena chahun,
kabhi main bhoolu jeena.
kabhi main mangu aisi duwain sao baar,
ho thoda sa pyar.
kabhi main chahun ye ho,
kabhi main chahun wo ho.
kabhi main bhi kisi ka karu intzaar ho thoda sa pyar.
thoda sa badle,
thoda sa behle.
thoda sa machle ye dil haan ab ki baar.
meri bhi hai tamanna,
kisi ka toh hain banna.
kisise jhutha roothu, karu main takraar
ho thoda sa pyar.
milta hi nahi dhunda hain lakh wo chehra jamane me.
jiska roz hi aata hai naam sa dil k fasane me.
rozana usse dhundu
rozana usse bhulu
rozana usse pa loon khayalon pe sawar ho
thoda sa pyar.
thoda sa badle,
thoda sa behle.
thoda sa machle
ye dil haan ab ki baar.
meri bhi hain tananna,
kisi ka toh hai banna.
kisi se jhutha ruthon
karu main takraar.
ho thoda sa pyar.

i dream of you evry night,
when you walk into my lyf.
and love me more forever,
stay with me.
labzon me kahin jaane kyu khoyi hai meri kahani hi,
apni baaton ko
acha hai main kahoon
apni jubani hi.
zara sa main jala hoon,
zara sa main bhoojha hoon.
zara sa main dhua hoon,
hawaoon pe sawaar
ho thoda sa pyar.
thoda sa badle
thoda sa behle,
thoda sa machle ye dil
haan ab ki baar.
meri bhi hai tamanna,
kisi ka toh hai banna.
kisi se jhutha ruthoon
karu main taqraar,
ho thoda sa pyar.
ho thoda sa pyar.
ho thoda sa pyar.
ho thoda sa pyar.
ho thoda sa pyar.



Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link