Jaane Ja Jaane Ja (From "Zeher")

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Ho ke judaa hai saath bhi
Tu door bhi tu paas bhi
Jaise zameen se hai yeh aasmaan

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan (repeat once)

Us se alag ho ke bhi main
Us se alag ho na paaya
Dharti pe jitna gagan hai
Utna hi hai tera saaya (repeat once)

Yaadein teri, baatein teri
Din hain tere raatein teri
Paoon tujhe hi main jaoon jahan

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan (repeat once)

Haanthon se haanth hai chhoote
Dil se bhi chhoote nahin hain
Rishton ke phool abhi tak
Chaagon se toote nahin hain (Repeat once)

Khushiyaan teri, gham hain tere
Dil mein mere mausam tere
Mehka tujhi se hai yeh gulsitaan

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan (Repeat once)

Ho ke judaa hai saath bhi
Tu door bhi tu paas bhi
Jaise zameen se hai yeh aasmaan

Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan
Jaan-e-jaan, jaan-e-jaan, jaan-e-jaan
Tujhse bhichar ke main jaoon kahan.

RAJA YERRAM



Credits
Writer(s): Shakeel Azmi, Roop Kumar Rathod
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link