Aiyo Piyaji

Aiyo piyaji angana hamaare
Aiyo piyaji angana hamaare
Bhar loon main bahiyaan haaye...
Ang lag tihaare
O... ang lag tihaare
Aiyo piyaji angana hamaare
Bhar loon main bahiyaan haaye...
Ang lag tihaare
Aa... Tan man hai mora sookha.
Sawaan mein saanware.
Tan man hai mora sookha.
Sawaan mein saanware.
Tapti dhara ko de de
Pal bhar ki chhanv re
Udd jaaye phool se
Rang na hamaare
Rang na hamaare
Aiyo piyaji angana hamaare
Bhar loon main bahiyaan. haaye...
Ang lag tihaare
O... ang lag tihaare
Aa... aa...
Kitne dinon se choodi
Tooti na sej pe
Kitne dinon se choodi
Tooti na sej pe
Kaandhe pe phool bhi na
Hothon ke chhape
Poochhe hai sau sau baat
Kangana hamaareKangana hamaare
Aiyo piyaji angana hamaare
Aiyo piyaji angana hamaare
Bhar loon main bahiyaan haaye...
Ang lag tihaare
O... ang lag tihaare
Aiyo piyaji angana hamaare.



Credits
Writer(s): Irshad Kamil, Shantanu Moitra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link