Dagabaaz Re

Dagabaaz re haaye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re

Terena terena tere naina terena terena.
Ho tore naina haaye
Naina naina naina haaye

Dagabaaz re haaye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re
Kal mile, ho kal mile
Haye kal mile ee humka bhul gaye aaj re haye
Dagabaaz re haye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re
Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re

Kaahe khafa aise chulbul se bulbul
Kaahe na tu maane battiyan haye
Kaahe khafa aise chulbul se bulbul
Kaahe na tu maane battiyan haye

Kaahe pada peeche jaan de bairi
Main jaanu kya tori khatiya haye

Zindagi apni hum toka daan dayi de
Muskurake jo maange praan dayi de
Kal mile, ho kal mile
Haye kal mile ee humka bhul gaye aaj re
Haye dagabaaz re haye dagabaaz re
Tore naina bada dagabaaz re
Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re

Terena terena tere naina terena terena.
Tore naina daga daga daga dagabaaz re
Dagabaaz re, naina re

Darrta jahaan humse, hum toh ose darrte
Ee sab jaane mori raniya
Darrta jahaan humse, hum toh ose darrte
Ee sab jaane mori raniya haye

Maska lagaao na, chodo ji chodo
Samajhti hai tori duniya haye

Iss adaa pe toh hum kurbaan gaye ji
Tohri na na mein haami hai jaan gaye ji
Kal mile ho kal mile haye
Kal mile re humka bhool gaye aaj re
Dagabaaz re haye dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re
Dagabaaz dagabaaz dagabaaz re
Tore naina bade dagabaaz re



Credits
Writer(s): Sameer Anjaan, Sajid Wajid
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link