Hata Saawan Ki Ghata - Remix

Mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Mere sapnon ka voh raja
O mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Koi baat hai us mein, poochho na
Voh jo aaya pasand mujhko
O koi baat hai us mein, poochho na
Voh jo aaya pasand mujhko
O tune aaj mujhe pehchaanahai
Maine maana akkal hai tujhko
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Main to tere chakkar mein aaoongi nahin
Kitna bhi mujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Tere sapnon mein jo aata hai
Vahi dilbar hoon main jaana
O tere sapnon mein jo aata hai
Vahi dilbar hoon main jaana
Voh to aur koi duja hai
Mera majnu mera deewana
Haal tu kya jaane tere majnu ka, ae
Haal tu kya jaane tere majnu ka
Hoga kurta bhi saala phata
Ae, hata saawan ki ghata
Ae ae, hata saawan ki ghata
Mere sapnon ka voh raja
Mere dil ka voh rajkumar
Main to uski deewani banoongi
Uspe aane laga mujhko pyaar
Karti hoon uska main ab intezaar
Yeh to hai tujhko pata
Ae, hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata
Hata saawan ki ghata, hata saawan ki ghata.



Credits
Writer(s): Sajid Khan, Wajid Khan, Faaiz Anwar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link