Naamumkin

Teri yaado ko ji raha hu
Har lamha har ek pal me
Tera ehsas mehsus karta hu
Suni dhadkan ki halchal me
Abb jake mene jana - 2
Namumkin hai tumbin ji pana - 2
(Darde dil ka fasana
Muskil hai chupana) - (2)
Abb jake mene jana
Namumkin hai tumbin ji pana - 2
Teri yaado ka samundar
Hai tadpate dil ke andar
Door tak meri nazar me
Hai tere khwabo ke manjar
Har ghadi sanso me abb to
Chubh rahe chahatt ke khanjar
Namumkin hai tumbin ji pana
Abb jake mene jana
Namumkin hai tumbin ji pana - 2
Namumkin hai namumkin hai
Namumkin hai tumbin ji pana
Tutte rishto ke dhage
Chotete khusiyo ke saye
Kyon gire aankho se aasu
Koi bhi na jaan paye
Hadse ese hue ke
Baan gaye apne paraye
Namumkin hai tumbin ji pana
Abb jake mene jana
Namumkin hai tumbin ji pana - 5
Abb jake



Credits
Writer(s): Sameer, Himesh Reshammiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link