Ye Sama, Sama Hai Ye Pyaar Ka (The Bartender Mix)

Yeh sama... sama hain yeh pyar ka
kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahaar kaa
Yeh sama sama hain yeh pyar ka
kisi ke intezaar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahaar kaa

Basne lage aankhon... Me kuchh aise sapne
Basne lage aankhon... Me kuchh aise sapne
Koi bulaye jaise
nainon se apne ...nainon se apne
Yeh sama ...sama hain deedar ka
kisike intezaar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahar kaa

Mil ke khayalo me hi ...apne balam se
Mil ke khayalo me hi ...apne balam se
Neenden gawayi apni maine kasam se
Maine kasam se
Yeh sama sama hain khumar ka
kisike intezaar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahaar ka

Me to hu sapno ke raja ki rani
Me to hu sapno ke raja ki rani
Sach ho na jaaye ye juthi.Kahaani
juthi kahaani...
Yeh sama sama hain iqraar ka
kisike intezaar ka
Dil na chura le kahi mera
Mausam bahaar ka

Yeh sama sama hain yeh
Pyar kaa hmm hmmm
Hmm hmmm hmm hmmm
Hmm hmmm hmm hmmm.



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Bally Sagoo, Anandji Kalyanji
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link