Leti Hai Yeh Zindagi

Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Jane na jane na jane na jane na

Koi jane na koi jane na koi jane na
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan

Kahin daaman chute pyar ka
Koi armaan karle pyar ka
Kahin bikhre moti khwab ke
Kahin waada ho ikraar ka
Kisi lab pe hasi hai
Kahi aankho me paani
Kisi ne bhi na jaani mohabbat ki kahani
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ye ishq ye ishq ye ishq ye ishq

Leti hai ye aashiqi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan

Koi dardo gam se chur hai
Halat se koi majbur hai
Koi jaye sab kuch chhodke
Koi pas hai phir bhi dur hai
Milan ki aarzu hai zudai ki ghadi hai
Udasi ki ghadi hai badi mushkil padi hai
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ishq hai kya ye ishq ye ishq ye ishq
Ye ishq ye ishq ye ishq ye ishq

Leti hai ye aashiqi kya kya imtihan
Leti hai ye zindagi kya kya imtihan
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Tute kaha sanso ki ladi koi jane na
Ho leti hai ye zindagi kya kya imtihan



Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link