Buddha Hi Buddha Hai (Original)

aaa...
samarpit Karu Mai Buddha ko jivan
acchai ko jivan
samarpit Karu Mai Buddha ko jivan
sacchai ko jivan
andhehro se ujala Kiya
oooo... oooo...
tan man jiska shuddha hai
har woh Manav Buddha hai
tan man jiska shuddha hai
har woh Manav Buddha hai
seva nishtha siddha hai
jisme har woh Manav Buddha hai
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
woh vigyano ki baatein karta hai
swayam se sangharsho ki baatein karta hai
woh vigyano ki baatein karta hai
swayam se sangharsho ki baatein karta hai
sabki kalyano ki baatein karta hai
burai se acchai ki auoor
Pragya sheel ki Jo bandhe dor
Karuna kinara baheti hai jisme har woh Manav Buddha hai
har woh Manav Buddha hai
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
woh niyantran ki baatein kar ta hai
Nirantar manthano ki baatein karta hai
urchit wartano ki baatein karta hai
nirantar chintano ki baatein karta hai
khud hi se ho sukh ki jyot
aacharan me Maitri par de jor
Shanti saumaisthi sthir Jo hai
har woh Manav Buddha hai
har woh Manav Buddha hai
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
tan man jiska shuddha hai
har woh Manav Buddha hai
seva nishtha siddha hai
jisme har woh Manav Buddha hai
Buddha hi... Buddha hai...
aaaaa
Buddha hi Buddha hai
Buddha hi Buddha hai
aaaaa

Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
Buddha hi... Buddha hai...
aaaaa...



Credits
Writer(s): Rajesh Dhabre
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link