Mahabali Maharudra

Parakram se gunje tribhuvan dharatee patal, dhust bhanjan
Jal sagar kare parajay krandan, trikal nirantar lok vanda
Jai hanuman gyan guna sagar, jai kipis tihun lok ujgar
Ramdoot atulit bal dhama, anjani putra pavansut nama

Parakram se gunje tribhuvan dharatee patal, dhust bhanjan
Jal sagar kare parajay krandan, trikal nirantar lok vandan
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...

Chehre se chalakti namrata ankho me shant chit kee chaya
Tum terenani terena
Chehre se chalakti namrata ankho me shant chit kee chaya
Uper hai subha kee lali disha sindurlipi kaya
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman ...
(Ni sa ga ga re sa ni)...
Mahebeer bikram bajrangee, kumati nivar sumatee ke sangee
Kanchan baran biraj subesa, kanan kundal kunchit kesa
Hath bajra aur dhvaja birjai, kandhe moonj janeu sage
Shankar suvna kesari nandan, tej pratap maha jag vandan

Vikat samay nikat jo aaye pratham vahee smaran aa jaye

Har vipda woh dur kare sankat mochan tabhee kahalaye
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...
(Ni sa ga ga re sa ni)...

Shaktee kee nayee paribhasha virat vikrami rup anhokha

Laye uthaye dhrongiree aur jag dekhe leela nyari
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan veer hanuman ...
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...
Mahabali maha rudra maha vajra shoryavan vir hanuman...

Parakram se gunje tribhuvan dharatee patal, dhust bhanjan
Jal sagar kare parajay krandan, trikal nirantar lok vandan
Aaeee...

Credits
Writer(s): Sonu Nigam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link