Mausam Ki Izazat

Mausam ki izazat hai, tanhai ka mauka hai

Jee bhar ke karo tum pyar kisne tumhe roka hai

Jawaan jawaan arman tutne laga mera badan
Dhua dhua saansein tune kya laga di ye agan
Inhi khayalo mein mujhe jara sulagane do
Sapano ki jawani hai palkon ka zarokha hai
Haan, jee bhar ke karo tum pyar kisne tumhe roka hai
Jee bhar ke karo tum pyar kisne tumhe roka hai

Yahi tamanna hai julfo mein chhupa do jaaneman
Rahu main iss dil mein mujhko tum banalo dhadkan
Baahon ke saaye se mujhe jara lipatane do
Madhosh hawayein hai khushbu ka zonka hai
Jee bhar ke karo tum pyar kisne tumhe roka hai
Jee bhar ke karo tum pyar kisne tumhe roka hai.

Credits
Writer(s): Sameer
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link